Thursday, 4 July 2013

Dil Ki Dakaar..

Gaur farmaiyega,
Arz kiya hai,


Takliya kaha sanam ne,

Takliya kaha sanam ne,

Aur hum takiya leke chal diye,


Takliya kaha sanam ne,
Aur hum takiya leke chal diye,


Darwaze pe faila diya TRESemmé shampoo,

Darwaze pe faila diya TRESemmé shampoo,
Jispe huzur paer rakhke fisal gaye!!!


Wah Wah prachi kya rachna hai!
Wah Wah prachi kya rachna hai!
Mat padhana kisiko tu ye

Mat padhana kisiko tu ye
Agar ZINDA tujhe bachna hai!!!!!   

No comments:

Post a Comment